Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ganga tera paani amrit ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye yug yug se is desh ki dharti tujhse jeevan paaye ganga tera paani amrit door himaalay se tu aayi geet suhaane gaati basti basti jangal jangal sukh sandesh sunaati teri chaandi jaisi dhaara meelon tak lehraaye ganga tera paani amrit kitne sooraj ubhare doobe ganga tere dwaare yugon yugon ki katha sunaayen tere behte dhaare tujhko chhod ke bhaarat ka itihaas likha na jaaye ganga tera paani amrit is dharti ka dukh sukh tune apne beech samoya jab jab desh gulaam hua hai tera paani roya jab jab hum aazaad huye hain tere tat muskaaye ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye yug yug se is desh ki dharti tujhse jeevan paaye ganga tera paani amrit ganga tera paani amrit ganga tera paani amrit ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye yug yug se is desh ki dharti tujhse jeevan paaye ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye yug yug se is desh ki dharti tujhse jeevan paaye ganga tera paani amrit
gangaa aaye kahaan se gangaa jaaye kahaan re aaye kahaan se jaaye kahaan re lahraaye paani mein jaise dhoop chhaanw re gangaa aaye kahaan se gangaa jaaye kahaan re lahraaye paani mein jaise dhoop chhaanw re gangaa aaye kahaan se gangaa jaaye kahaan re lahraaye paani mein jaise dhoop chhaanw re raat kaari din ujiyaaraa mil gaye donoo saayeeeee raat kaari din ujiyaaraa mil gaye donoo saayeeeee saanjh ne dekho rang roop ke kaise bhed mitaaye re lahraaye paani mein jaise dhoop chhaanw re gangaa aaye kahaan se gangaa jaaye kahaan re lahraaye paani mein jaise dhoop chhaanw re kaanch koi maati koi rang birange pyaaleeeee aye aye aye aye aye aye kaanch koi maati koi rang birange pyaale pyaas lage to ek baraabar jis mein paani daale re lahraaye paani mein jaise dhoop chhaanw re gangaa aaye kahaan se gangaa jaaye kahaan re lahraaye paani mein jaise dhoop chhaanw re naam koi boli koi laakhoon roop aur chehareeeee oooooooooooooo naam koi boli koi laakhoon roop aur chehare khol
gangaram kanwara reh gaya gangaram kanwara reh gaya gangaram kaun hai gangaram kaun hai gangaram hai ek tote ka ram totaram kanwara reh gaya gangaram kanwara reh gaya ek maina thi meena naam ki ek maina thi meena naam ki uss se chonch ladi gangaram ki ek hi daali pe donon rehte the ek hi daali pe donon rehte the ek dooje se wo ye kehte the prem karna to apne hath hai paana aur khona kismat ki baat hai bas maina ki shaadi ho gayi aur kisi ke saath dhoom dhaam se aayi uss din jungal mein baarat miyaan mithu ki ho gayi neend haraam gangaram kanwara reh gaya ho totaram kanwara reh gaya haathi ne suna to wo chinghada sher ne suna to wo bhi dhahada kaalu bhalu bhi cheekha zor se dol gaya saara jungal shor se tote ka humdard gidad ban gaya iss chakkar mein wo leader ban gaya hooooo doli baith ke maina khoob royiiiiiiii doli baith ke maina khooob royi mainu lai chal totiyaa lai challe veeeee kaha suna humara maaf karna ooooo oooo oooooo oooo bas vairi yaaden assi lai
wo pari kahaan se laaun teri dulhan jise banaun ke gori koi pasand na aaye tujhko ke chhori koi pasand na aaye tujhko wo pari kahaan se laaun teri dulhan jise banaun ke gori koi pasand na aaye tujhko ke chhori koi pasand na aaye tujhko wo pari kahaan se laaun teri dulhan jise banaun ke gori koi pasand na aaye tujhko ke chhori koi pasand na aaye tujhko ye to meri hai saheli dilwaali albeli jaise moti ya chameli jaise pyaar ki paheli solha saal ki umr coco cole si kamar rasi bhar bhi nazar kahin aaye na nazar kuchh hua hai asar gol jude mein ye veni aur veni mein ye tehni kaise judiyon se ped ugaaye ye gangaram ki samjh mein na aaye aank jiski hai billi naam iska hai lilli aisi kajre ki dhaar jaise teekhi talwaar oooooo dekh honthon ka ye rang dekh chalne ka dang kate angrezi baal baandha reshmi rumaal bolo kya hai khayaal isse jab liya tak mera rang hua phak chhori hoke ye hajaamat karaye ye gangaram ki samjh mein na aaye naam iska kamal jaise ganne ki fasal jaise
ghum ho tumhara ya meri khushi ek hai donon baat dukh mein bhi hum saath hain yaaro sukh mein bhi hain hum saath bolo gachku maharaj ki are gao re gao taali bajaao gao re gao taali bajaao are meri taraf se khushiyan manao ho jaye yaaro dhamaal gao re gao taali bajaao meri taraf se khushiyan manao ho jaye yaaro dhamaal gao gao gao bajaao re aayi hai ghar se taaza khabar sunne se pahle thamo jigar bolo bolo bolo bolo aisi kya baat hai haaaan nikle ga chanda ghar mein mere chamkega jiss se saara nagar thali utha lota pakad chhota nahin are mota pakad thali utha lota pakad chhota nahin mota pakad matka utha theka laga gamchha nahin chamcha pakad kahaan hai chamcha baaja nahin to bartan bajiyo maine kiya hai kamal gao re gao are taali bajaao meri taraf se khushiyan manao ho jaye yaaro dhamaal gao re gao aye gao re gao taali bajaao aye baja na re aye 218 bol dobara 218 chulha jala paani mein aata nahi nahi nahi nahi aate mein paani jaldi mila hay hay hay hay hay hay hay
gaon mein hote hanste rote maa khush hoti phool piroti sehra bandhta baaja bajta mela lagta har aangan mein mann ki baaten reh gayin mann mein teri meri shaadi sidhi sadi pandit na sehnai re in sab ka kya kaam wahan jahan shayam ne bansi bajai re teri meri shaadi sidhi sadi pandit na sehnai re in sab ka kya kaam wahan jahan shayam ne bansi bajai re teri meri shaadi sidhi sadi pandit na sehnai re in sab ka kya kaam wahan jahan shayam ne bansi bajai re do nainon ki palaki mere pyare dulha ki o mere raja dulha ki do nainon ki palaki mere pyare dulha ki o mere mann ki ye doli meri sunder dulhan ki bin baarati ghoda haathi bin baarati ghoda haathi ye baarat sajai re in sab ka kya kaam wahan jahan shayam ne bansi bajai re teri meri shaadi sidhi sadi pandit na sehnai re in sab ka kya kaam wahan jahan shayam ne bansi bajai re main anpadh tu likhi padhi kaise apni aankh ladi main anpadh tu likhi padhi kaise apni aankh ladi tu shehari main dehati kaise bane jeevan saathi
gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum oh sanam hum dono saath rahein janam janam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum phoolon jaisa chehra daali jaisa tan hai teri hi amanat har dadkan hai phoolon jaisa chehra daali jaisa tan hai teri hi amanat har dadkan hai arre aa bhi ja bahon mein pyaar ka ho sangam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum jaadu bhari aankhein khaabon ke khazane mehki mehki saansein gaati hain tarane jaadu bhari aankhein khaabon ke khazane mehki mehki saansein gaati hain tarane arre aa bhi ja bahon mein pyaar ka ho sangam oh sanam hum dono saath rahein janam janam gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki kam kam gapoochi gapoochi gum gum jaage jaage armaan bheega bheega mausam dilon ki ye halchal boondon ki ye chham chham jaage jaage armaan bheega
gar teri nawazish ho jaaye gar tera ishaara ho jaaye har mauj sahaara de jaaye tufaan kinaara ho jaaye gar teri nawazish ho jaaye tum hum se jafaaye karte ho aur hum ye duwaayen dete hain tum hum se jafaaye karte ho aur hum ye duwaayen dete hain jo haal hamaara hai is dum wo haal tumhara ho jaaye gar teri nawazish ho jaaye hum ishq ke maare duniya mein itni si tamanna rakhte hain hum ishq ke maare duniya mein itni si tamanna rakhte hain daaman jo tumhara haath aaye jeene ka sahaara ho jaaye gar teri nawazish ho jaaye parda jo hata do chehre se viraane gulistaan ban jaaye parda jo hata do chehre se viraane gulistaan ban jaaye jalwa jo dikha do to roshan kismat ka sitaara ho jaaye gar teri nawazish ho jaaye gar tera ishaara ho jaaye har mauj sahaara de jaaye tufaan kinaara ho jaaye gar teri nawazish ho jaaye
gar tum bhoola naa doge sapne ye sach hi honge hum tum juda naa honge hum tum juda naa honge gar tum bhoola naa doge sapne ye sach hi honge hum tum juda naa honge hum tum juda naa honge maalik ne apne haathon jiss dam humen banaaya daali dilon mein dhadkan aur dil se dil milaaya phir pyaar ka farishtaa duniyaa men le ke aaya gar tum bhoola naa doge sapne ye sach hi honge hum tum juda naa honge hum tum juda naa honge jeevan ke har safar mein hum saath hi rahenge duniyaan ki har dagar par hum saath hi chalenge hum saath hi jeeyenge hum saath hi marenge gar tum bhoola naa doge sapne ye sach hi honge hum tum juda naa honge hum tum juda naa honge gar tum bhoola naa doge sapne ye sach hi honge hum tum juda naa honge hum tum juda naa honge
gar tum bhula na doge sapne ye sach hi honge hum tum juda na honge hum tum juda na honge gar tum bhula na doge sapne ye sach hi honge hum tum juda na honge hum tum juda na honge patthar ki hai lakeeren ehde wafa humare hargiz na mit sakenge naamo nishaan hamaare chaahat ki manzilon par har saans ye pukaare gar tum bhula na doge sapne ye sach hi honge hum tum juda na honge hum tum juda na honge jeevan ke har safar mein hum saath hi rahenge duniyaa ki har dagar par hum saath hi chalenge hum saath hi jeeyenge hum saath hi marenge gar tum bhula na doge sapne ye sach hi honge hum tum juda na honge hum tum juda na honge
Gar Ye Zamin Nahin Wo Mera Aasman To
garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo dekho kaise anjaane raston pe barse ghataaaa aao le le matwaali mastaani rutt ka mazaa garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo aa aa bhi jaa meri jaan aa bhi jaa chaahe tu zehar de yaa jeene ki duaa kaisa ye naata hai saanson se saanson ka sun to le de sadaa bheegi bheegi fazaaaaa yeh zindagi rangon mein doobegi surmai shaam ye bhoolegi na kabhi koi to baat ho aankhon se aankhon ki pyaar ki roshni jalti bhujhati huyeeee garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo aao dhundhe mil ke khushiyon ka lamhaa koi seene mein jo bhadke to bhadkaaye shola koi garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras saawan ghir aayo garaj baras
gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare mujh ko meri aasha deti hai dilaasa mujh ko meri aasha deti hai dilaasa aayengi bahaarein chali jaayengi fiza o aasmaan ye neela neela kare hai ishaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare duniyaan hai saraaye rehne ko hum aaye duniyaan hai saraaye rehne ko hum aaye aaye hain to hansi khushi reh le to yahaan wo soorma hai zindagi jo kaanton mein gujaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare baajuon mein dum hai phir kaahe ka ghum hai baajuon mein dum hai phir kaahe ka ghum hai aaheli iraade hain umeingein hain jawaan o muskilein kahaan hain unhein mera dil pukaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare
gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi tha shaayad wo ramjaan ka hi maheenaaa tha shaayad wo ramjaan ka hi maheena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai hai donon ki kismat mein patthar ka seenaaa hai donon ki kismat mein patthar ka seena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain milegi kabhi maut ki bhi haseenaaa milegi kabhi maut ki bhi haseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya
garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh paani bahate bahate keh raha hai kabhi wo din bhi aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh bunden dekh lena ek din tufaan laayengi zameen toh hai zameen yeh aasman ko bhi hilayengi garibon ke gharon tak chal ke khud bhagwan aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai sitam ka had se badh jana tabahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din purani yeh kahaani hai zamana ek din girte huon ko khud uthaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai agar jal kar kisi majboor ne fariyaad kar daali toh kudrat ke khazane dekhna ho jayenge khaali zameen phat jayegii zameen phat jayegi suraj ka gola toot jaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai
chaahe laakh karo tum pooja tirath karo hazaar din dukhi ko thukraaya to sab kuchh hai beqaar garibon ki suno wo tumhari sunega garibon ki suno wo tumhari sunega tum ek paisa doge wo das laakh dega garibon ki suno wo tumhari sunega garibon ki suno wo tumhari sunega tum ek paisa doge wo das laakh dega garibon ki suno wo tumhari sunega garibon ki suno bhookh lage to ye bachche aansoon pee kar reh jaate hain haaye garibon ki majboori kya kya ye seh jaate hain bhookh lage to ye bachche aansoon pee kar reh jaate hain haaye garibon ki majboori kya kya ye seh jaate hain ye bachpan ke din hain ghadi khelne ki ye bachpan ke din hain ghadi khelne ki umar ye nahin aise dukh jhelne ki taras khaao inpe aye aulaad waaloooo utha lo inhen bhi gale se laga lo utha lo inhen bhi gale se laga lo murjhaaye naa phool kahin ye aandhi aur barsaat mein garibon ki suno wo tumhari sunega garibon ki suno wo tumhari sunega tum ek paisa doge wo das laakh dega garibon ki suno badkismat beemar ye
garibon par jo hoti hain zafaayen kaun sunta hai zamaane mein dukhe dil ki sadaayen kaun sunta hai ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana kisko sunayen he he toota hua dil kaise dikhayen toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana tera bhala ho tadpaane waale tera bhala ho oo tera bhala ho tadpaane waale ho ho oo oo oo dil de raha hai tujhko duayen dil de raha hai tujhko duayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana hansti hai kismat kehti hai duniya hansti hai kismat hansti hai kismat kehti hai duniya ho ho oo oo oo aapas mein do dil milne na paayen aapas mein do dil milne na paayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana tujhko kasam hai aise mein aa ja tujhko kasam hai tujhko kasam hai aise mein aa ja ho ho oo oo oo phir ye zamaane shayad na aayen phir ye zamaane shayad na aayen ghum ka fasaana kisko sunaayen he he toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana
aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa tana ta ra na aaaa aa aaaaa garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo tumare milan ko apne prem piharva lo garva lagaaye garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo tumare milan ko apne prem piharva lo garva lagaaye garjat barsat bhijat aailo garjat jo lo hum tum ek dhing rahilo jo lo hum tum ek dhing rahilo to lo rahilo hiyara samaan to lo rahilo hiyara samaan saawan aailo laal chunariya saawan aailo laal chunariya de ho rangaaye garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo oooo
garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re saawan aayo saawan aayo re garjat barsat saawan rim jhim rim jhim megha barse rim jhim rim jhim megha barse barse haan rim jhim rim jhim megha barse sar pe giyarvaa neel samaan par gayi pee ki laal chunariyaa piyaa nahin aaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore laage tann par teer samaan teer samaan aaaaaaaaaaaaa sakhi laage tann par teer samaan nainan jale to bheegi sajariyaa agan lagaaye garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye re haaye
gawah hain chaand taare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain tere mere milan ke apne deewanepan ke nazaare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain tere mere milan ke apne deewanepan ke nazaare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain tum ko rakhunga dil mein basa ke meri dhadkan tum ho dekhunga tum ko shaam o sahar main mera darpan tum ho tum ko rakhunga dil mein basa ke meri dhadkan tum ho dekhunga tum ko shaam o sahar main mera darpan tum ho jee na saukunga main hoke judaa gawah hain chaand taare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain tere mere milan ke apne deewanepan ke nazaare gawah hain gawah hain chaand taare gawah hain daamini daamini daamini o meri daamini daamini daamini daamini o meri daamini bhool gayi main iss duniyaan ko pyaar hua jab se tere siwa kuchh aur na maangu main to mere rab se bhool gayi main iss duniyaan ko pyaar hua jab se tere siwa kuchh aur na maangu main to mere rab se seene
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ganga Tera Paani Amrit Ganga Tera Pani Amrit (1971) 09:24 36020
 
Poster of Ganga Tera Pani Amrit (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 09:24   Song Number : 36020   

Gangaa Aaye Kahaan Se Kabuliwala (1961) 04:08 13484
 
Poster of Kabuliwala (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Usha Kiran, Sonu
Duration : 04:08   Song Number : 13484   

Gangaram Kanwara Reh Gaya Jeevan Dhaara (1982) 06:48 18457
 
Poster of Jeevan Dhaara (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Rekha
Duration : 06:48   Song Number : 18457   

Gangaram Ki Samjh Mein Pehchan (1970) 06:59 13947
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Babita
Duration : 06:59   Song Number : 13947   

Gao Re Gao Laalach (1983) 06:37 35972
 
Poster of Laalach (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Bindiya Goswami
Duration : 06:37   Song Number : 35972   

Gaon Mein Hote Hanste Rote Dildaar (1977) 05:02 32078
 
Poster of Dildaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:02   Song Number : 32078   

Gapoochi Gapoochi Gum Gum Trishul (1978) 04:09 20466
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Sachin
Duration : 04:09   Song Number : 20466   

Gar Teri Nawazish Ho Jaaye Gul Bahar (1954) 03:07 15597
 
Poster of Gul Bahar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Dhani Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Hemant
Duration : 03:07   Song Number : 15597   

Gar Tum Bhoola Na Doge Yakeen (1969) 03:31 20467
 
Poster of Yakeen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:31   Song Number : 20467   

Gar Tum Bhula (Female) Yakeen (1969) 02:48 14420
 
Poster of Yakeen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 02:48   Song Number : 14420   

Gar Ye Zamin Nahin Hamare Gam Se Mat Khelo (1967) 03:36 12982
 
Poster of Hamare Gam Se Mat Khelo (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asrar
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 12982   

Garaj Baras Paap (2003) 04:51 20468
 
Poster of Paap (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Amjad Islaam Amjad
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Ali Azmat
On Screen Actors- 
John Abraham
Duration : 04:51   Song Number : 20468   

Gardish Mein Hon Taare Reshmi Roomal (1961) 03:17 14077
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 14077   

Gareebon Ka Jeena Bhi Hai Koi Jeena Nai Roshni (1967) 04:02 38764
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anwar Husain
Duration : 04:02   Song Number : 38764   

Garibon Ka Paseena Beh Raha Hai Naya Aadmi (1956) 03:57 36172
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
N T Rama Rao, Anjali Devi
Duration : 03:57   Song Number : 36172   

Garibon Ki Suno Wo Dus Lakh (1966) 04:56 13207
 
Poster of Dus Lakh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Om Prakash, Seema Deo, Others
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:56   Song Number : 13207   

Garibon Par Jo Hoti (Ghum Ka Fasaana) Mela (1948) 03:21 18255
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 18255   

Garjat Barsat Malhar (1951) 02:10 38664
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:10   Song Number : 38664   

Garjat Barsat Saawan Barsaat Ki Raat (1960) 03:08 12847
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Gowda-Malhar
Duration : 03:08   Song Number : 12847   

Gawah Hain Chaand Taare Damini (1993) 06:13 20469
 
Poster of Damini (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:13   Song Number : 20469